Latest Tweets

Responsive Ads Here

Friday, June 1, 2018

SOCHA HAI LYRICS

SOCHA HAI LYRICS (LOVE VERSION) – BAADSHAHO

Socha Hai (Love Version) lyrics from Baadshaho
Socha Hai (Love Version) Lyrics from Baadshaho (2017) sung by Jubin Nautiyal, Neeti Mohan. This song is composed by Abhijit Vaghani with lyrics penned by Manoj Muntashir.
Baadshaho movie stars Emraan Hashmi, Esha Gupta. And directed by Milan Luthria. Baadshaho releases on 1 September 2017.

Socha Hai Lyrics (Love Version)

Socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe koi chhede daraaye
Mm..
Socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe koi chhede daraaye
Arre na na.. na re na na
Yeh na kehna
Arey nashe mein aana na
Hosh gawaana naa
Mujhko satana naa
Jaane do mujhe abhi
Keh du tumhe ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi waada hai..
Aankhon hi aankhon mein
Baatein hui kya bata
Baaton hi baaton mein
Ho gayi hoon lapata
Mm..
Aankhon hi aankhon mein
Baatein hui kya bata
Baaton hi baaton mein
Ho gayi hoon lapata
Haan re haan re..
Dil mein tere ab hai rehna
Arey kabhi na kabhi toh
Kahi na kahi pe hota nahi hai
Jo huaa hai abhi abhi..
Keh dun tumhe ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi waada hai..
Thodi thodi hai khumari dil mein kahin
Pehle toh aisa nasha hua hi nahi.. (x2)
Arre na na.. na re na na
Yeh na kehna
Arey nashe mein aana na
Hosh gawaana naa
Mujhko satana naa
Jaane do mujhe abhi
Keh du tumhe ya chup rahoon
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo ye bhi waada hai

Tera Noor Lyrics – Tiger Zinda Hai

Tera Noor Lyrics - Tiger Zinda Hai

Song TitleTera Noor
LyricsIrshad Kamil
SingersJyoti Nooran
MusicVishal and Shekhar
Star CastSalman Khan and Katrina Kaif
Directed byAli Abbas Zafar
Music LabelYRF Music

Tera Noor Lyrics

A aa..
Ho Al-Bari
Tera aadam mujhko dikhlave ki cheez banaye
Kyu mujhko mere jism se aage samajh na paye
Ho Al-Wali…
Bolo aisa kyun hai?
Mujhse paida hua hai jo woh
Har pal, har dum mujhko kamzor bataaye
Jo thi tere wajood pe duniya
Baithi hai barood pe duniya
Mool to sab ko bhool gaya hai
Jeeti hai ab sood pe duniya
Saare qaayadein kitaabein bhool gaye
Mitti mein saare phool gaye
Mujkhko mein koi baat nahi
Koi auqaat nahi
Tu hi toh hai shaan meri
Tu hi hai guroor
Kyun door… tera noor…
Zikr-e-Ilaahi ka jab hai mujhko suroor…
Ulfat ke bin kahaan rihaai
Baat kisiko samajh naa aayi
Phir bhi sabko samajh baant’ta har saudai
Zinda jazbaat nahi
Haq mein halaat nahi
Maanungi naa haar mujhe hai fateh ka fitoor…
Kyun door… tera noor…
Zikr-e-Ilaahi ka hai mujhko suroor…
Kyun door… tera noor…

Thursday, May 31, 2018

HOSHIYAR REHNA LYRICS

HOSHIYAR REHNA LYRICS – BAADSHAHO | TRADITIONAL FOLK SONG

Hoshiyar Rehna lyrics from Baadshaho
Hoshiyar Rehna Lyrics from Baadshaho (2017) sung by Neeraj Arya’s Kabir Café. This song is composed by Traditional Folk with lyrics penned by Traditional.
Baadshaho movie stars Ajay Devgan, Emraan Hashmi, Esha Gupta, Ileana D'cruz. And directed by Milan Luthria. Baadshaho releases on 1 September 2017.

Hoshiyar Rehna Lyrics

Hoshiyar rehna re nagar main chor aavega
Jaagrat rehna re nagar main chor aavega (x2)
Ho chor avega re ik din
Ho chor avega re ik din kaal aavega
Hoshiyar rehna re nagar main chor aavega
Jaagrat rehna re nagar main chor aavega
Ho teer top talvar na barchhi
Na bandook chalavega (x2)
Ho aavat jaat nazar nahin aave (x2)
Bheetar hi ghoom ghoomavega
Hoshiyar rehna re nagar main chor aawega
Jaagrat rehna re nagar main chor aawega
Ghar nahi tode
Qilla nahi phode
Na koi roop dikhawega (x2)
Ho iss nagri se usey kaam nahi (x2)
Tujhe uthaa le jaayega
Hoshiyar rehna re nagar main chor aavega
Jaagrat rehna re nagar main chor aavega
Paisa..
Jiske peeche insaan badi buri tarah bhaag raha hai
Kabir saab ne bataya hai ant mein paise ka hone kya wala hai
Ho dhan daulat aur maal khajina
Yahin dharaa reh jayega
Dhan daulat aur maal khajina
Yahin dharaa reh jayega
Bhai bandhu aur kutamb kabila (x2)
Khada dekh reh jaayega
Hoshiyar rehna re nagar main chor aavega
Jaagrat rehna re nagar main chor aavega
Kahe Kabiriya mulk viraana
Koi nahi yahaan apna (x2)
Re muthhi baandh ke aaya re bande
Muthhi baandh ke aaya re bande
Haath pasaar ke jaayega
Hoshiyar rehna re nagar main chor aavega
Jaagrat rehna re nagar main chor aavega
Chor Aawega!

Daata Tu Lyrics – Tiger Zinda Hai

Daata Tu Lyrics - Tiger Zinda Hai

Song TitleDaata Tu
LyricsIrshad Kamil
SingersShreya Ghoshal
MusicVishal and Shekhar
Star CastSalman Khan and Katrina Kaif
Directed byAli Abbas Zafar
Music LabelYRF Music

Daata Tu Lyrics

Hausla hai tere hone se
Aasmaan ke kone kone se
Rahmat barsa de tu
Raahat pachucha de daata tu, daata tu
Apni panaah de tu
Raahat pachucha de daata tu, daata tu
Mushqil ko asaan kar de
Mushqil ko ** tu
Dil se jo maange koi
Sunta duaa hai tu
Ojhal hai raahein saari
Read More : Daata Tu Lyrics

Bezubaan Phir Se Lyrics – ABCD 2


Song TitleBezubaan Phir Se
MusicSachin-Jigar
LyricsMayur Puri
SingersVishal Dadlani, Madhav Krishna, Anushka Manchanda
Star CastShraddha KapoorVarun Dhawan
Music LabelZEE Music Company

Bezubaan Phir Se Lyrics

Jaan le ki kismat ne baante hai
raahon mein kaante hain
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar
Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..
Regzaaron mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
ki ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Sau sawaal hain
Sau hai laanate
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhe
Laakh sapno ki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sa

Zinda Hai Lyrics – Tiger Zinda Hai



Zinda Hai Lyrics - Tiger Zinda Hai
Song Credits
Song TitleZinda Hai
LyricsIrshad Kamil
SingersSukhwinder Singh, Raftaar
MusicYo Yo Honey Singh
Star CastSalman Khan and Katrina Kaif
Directed byAli Abbas Zafar
Music LabelYRF Music

Zinda Hai Lyrics

Sehra saahil jungle basti bagh woh
Shola shola jalta charaag woh
Ho.. parvat paani aandhi ambar aag woh
Shola shola jalta charaag woh
Har kaali raat se ladta hai woh
Jalta hai aur nikharta hai
Aage hi aage badhta hai
Jab tak zinda hai
Kahin par toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai
Saagar khamoshi mein bhi
Saagar hi rehta hai
Leharon se kehta hai
Woh zinda hai
Bheetar toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai
(Raftaar Rap)
Raaton ke saaye mein hai woh chhupa
Dushman na dekhega kal ki subah
Kahaan se aaya wo kahaan hai jaata
Na mujhko pata hai na tujhko pataa
Haan wo nihattha hi shatru karta nirast
Bhes badalta wo jaise ho wastra
Jadse ukhaadega bheetar se maarega
Uska iraada hai Brahma ka antar wo gyaani hai
Hai swaabhimani wohi
Tu jaantaa uski kahaani nahi
Zinda hai zinda rahega wo
Jab tak bhi marne ki usne hi thaani nahi
Lyrics at http://www.lyricsmint.com
Ghairat gussa chahat aur malaal woh
Ziddi ziddi ziddi khayaal woh
Hai jung bhi hai woh hamla bhi aur jaal wo
Ziddi ziddi ziddi khayaal woh
Sholon ki aankh mein rehta hai
Har sacchi baat woh kehta hai
Laawa sa ragon mein behta hai
Jab tak zinda hai!
Bheetar toofaan abhi zinda hai
Jazbon mein jaan abhi zinda hai
Saagar khamoshi mein bhi
Saagar hi rehta hai
Leharon se kehta hai
Woh zinda hai (x2)

Wednesday, May 30, 2018

MERE RASHKE QAMAR LYRICS

MERE RASHKE QAMAR LYRICS – BAADSHAHO | RAHAT FATEH ALI KHAN

Mere Rashke Qamar lyrics from Baadshaho
Mere Rashke Qamar Lyrics from Baadshaho (2017) sung by Nusrat Fateh Ali Khan, Rahat Fateh Ali Khan. This song is composed by Tanishk Bagchi with lyrics penned by Manoj Muntashir.
Baadshaho movie stars Ajay Devgn, Ileana D'cruz. And directed by Milan Luthria. Baadshaho releases on 1 September 2017.

Mere Rashke Qamar Lyrics

Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi (x2)
Dhadkane betahasha tadapane lagi (x2)
Teer aisa laga dard aisa jagaa (x2)
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gaya!
Mere rashke qamar..
Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaayi mazaa aa gaya
(Mere raskke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aagaya
Jab nazar se milayi maza aagaya)
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyas thi zindagi ye meri
Rashke Qamar Lyrics at http://www.lyricsted.com
Aaj sehraaon mein ishq ke gaaon mein
Aaj sehraaon mein ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayi mazaa aa gaya
Mere rashke qamar..
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aagaya)
Ranjha ho gaye hum fana ho gaye
Aise tu muskurayi mazaa aa gaya
(Mere rashqe qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaayi maza aa gaya
Jab nazar se milaayi maza aa gaya)
Barq si girr gayi kaam hi kar gayi
Barq si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya